Har kisi ko is jaha me har khushi nai
milti..
Jaise har waqt us aasma me dhup nai
khilti…
Khush to hai usi me jitna tune diya
hai..
Par sun leta jo man ki bas yahi
khalta hai…
Khush to bohot hai par jane kis cheez
ki kami hai..
Samajh ja agar hai bhagwan kyu in
aankho me name hai..
Hotho pe le muskaan bs jeeye jaa rahe
hai..
Par janta to tub hi hai bhagwan ke
apni ichchao tale hum doobte ja rahe hai..
Jo sach bole vo raste bhatke , jhoote paar kar jaae..
Kya jhut hi ab sachchai hai , koi
muje samjhae...
In sawalo ko sath lie me bhi chalti
jaa rahi u..
Sach bolke tere imtehaan lie ja rahi
hu..
De jawab jo hai bhagwaan ye teri
pariksha hai..
Na dia to samajh lugi ke tu sirf
pathar ka bana hai..
Hame bana ke bhul baitha ya aaj bhi
sath chalta hai..
Ya tu bhi apni ichchao ke lie pal-
pal marta hai……
No comments:
Post a Comment